muhabbat ka jo taur hai main usii taur se dekhta hooñ tumhaari yuñ tasveerein bhi main bahut ghaur se dekhta hooñ
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
More from Danish Balliavi
ishq se iltifaat meri hai ye nayi waardaat meri hai maine chaaha hai itni shiddat se yaar vo kaayenaat meri hai
Danish Balliavi
3 likes
maujood hai jigar men bahut gham husain ka ham isliye to karte hain maatam husain ka apna to mulk dosto bas ek mulk hai lahregaa saare mulk men parcham husain ka
Danish Balliavi
3 likes
vo tujhe bhool jaayenge aise jaane zinda rahega tu kaise
Danish Balliavi
4 likes
zaraa yaad kar le tu mujh...ko ai dilbar bahut pyaar dooñga main tujhko ai dilbar
Danish Balliavi
4 likes
zaraa tu dhyaan de main teri kitnii fikr karta hooñ duaon men KHuda se main teraa hi zikr karta hooñ
Danish Balliavi
4 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Danish Balliavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Danish Balliavi's sher.







