mohabbaton ka silsila badal gaya wafa ka ek daur tha badal gaya
Related Sher
is daur-e-siyaasat ka itnaa sa fasana hai bastii bhi jalani hai maatam bhi manana hai
Unknown
85 likes
aate aate mira naam sa rah gayaus ke honton pe kuchh kaanpata rah gaya
Waseem Barelvi
83 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
teri gali ko chhod ke paagal nahin gaya rassi to jal gaii hai magar bal nahin gaya majnoon ki tarah chhodaa nahin main ne shahar ko ya'ni main hijr kaatne jungle nahin gaya
Ismail Raaz
72 likes
More from Raj Tiwari
khaamoshi jin ko samajhdaar banaati hai raaj apni aawaaz ko vo log taras jaate hain
Raj Tiwari
0 likes
nad dii jharne aur samandar sookh ga.e khidki darwaaze har ik dar sookh ga.e ek karishma jo ki hamaare saath hua aap is tarah hamaare andar sookh ga.e
Raj Tiwari
1 likes
ki jis umr men khwaab bunte hain sab log ham us umr men shaayri kar rahe hain
Raj Tiwari
1 likes
ki hasb-e-kaaenaat men jo muskuraa raha hooñ main khizaan men jaise gul khila hai mausam-e-bahaar ka
Raj Tiwari
1 likes
zindagi har sabq saleeqe se jaate jaate sikhaate jaati hai
Raj Tiwari
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raj Tiwari.
Similar Moods
More moods that pair well with Raj Tiwari's sher.







