mujh se nafrat hai agar us ko to izhaar kare kab main kahtaa hooñ mujhe pyaar hi karta jaa.e
Related Sher
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
gulaab KHvaab davaa zahar jaam kya kya hai main aa gaya hooñ bataa intizaam kya kya hai
Rahat Indori
263 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
More from Iftikhar Naseem
raushni aisi ajab thii rang-bhoomi ki naseem ho ga.e kirdaar mudgham krishna bhi radha laga
Iftikhar Naseem
17 likes
agarche phool ye apne li.e khareede hain koi jo pooche to kah dooñga us ne bheje hain
Iftikhar Naseem
24 likes
us ke chehre ki chamak ke saamne saada laga aasmaañ pe chaand poora tha magar aadha laga
Iftikhar Naseem
95 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Iftikhar Naseem.
Similar Moods
More moods that pair well with Iftikhar Naseem's sher.







