mujh se tu puchhne aaya hai vafa ke maani ye tiri sada-dili maar na daale mujh ko
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
main chahta tha mujhse bichhad kar vo KHush rahe lekin vo KHush hua to badaa dukh hua mujhe
Umair Najmi
99 likes
kaash vo raaste men mil jaa.e mujh ko munh fer kar guzarna hai
Fahmi Badayuni
111 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
ye kehna tha un se mohabbat hai mujh ko ye kehne men mujh ko zamaane lage hain
Khumar Barabankvi
102 likes
More from Qateel Shifai
sitam to ye hai ki vo bhi na ban sakaa apna qubool ham ne ki.e jis ke gham khushi kii tarah kabhi na socha tha ham ne qatil us ke li.e karega ham pe sitam vo bhi har kisi kii tarah
Qateel Shifai
20 likes
sun liya kaise KHuda jaane zamaane bhar ne vo fasana jo kabhi hamne sunaaya bhi nahin
Qateel Shifai
21 likes
vo meherbaan hai to iqaar kyun nahin karta vo bad-gumaan hai to sau baar aazmaaye mujhe
Qateel Shifai
16 likes
apne honton par sajaana chahta hooñ aa tujhe main gungunaana chahta hooñ
Qateel Shifai
25 likes
raabta laakh sahi qaafila-salaar ke saath ham ko chalna hai magar vaqt ki raftaar ke saath
Qateel Shifai
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Qateel Shifai.
Similar Moods
More moods that pair well with Qateel Shifai's sher.







