mujhe sab kahte hain majnoon hai paagal-vahshi hai mujhe uske ishq men barbaad kyun nahin kahte
Related Sher
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
More from Parwez Akhtar
tu mujhe phir dhoondhta rah jaayega binaai li.e aur idhar zindagi ke saath ho jaaunga main
Parwez Akhtar
0 likes
sach bolne de zalim na kar aisa salook mujhse mere KHvaab sab hain toote kahii dil toot na jaa.e
Parwez Akhtar
0 likes
tune itni bhi choten nahin khaai hain akhtar dil kisi aur se tu bhi to laga saka hai
Parwez Akhtar
0 likes
vo shama' ke maanind har vaqt jaltee rahtii thii phir main bhi apni zaat ka parwaana ho gaya
Parwez Akhtar
0 likes
main apni duaon men asar dhundhta raha us men chhupa jo zar tha vo zar dhundhta raha naakaamiyon men main ne guzaari hai zindagi naakaamiyon men apna hunar dhundhta raha
Parwez Akhtar
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Parwez Akhtar.
Similar Moods
More moods that pair well with Parwez Akhtar's sher.







