na padha yaar ne ahval-e-shikasta mera khat ke purze kiye bazu-e-kabutar toda
Related Sher
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
main chahta hooñ mohabbat meraa vo haal kare ki KHvaab men bhi dobara kabhi majaal na ho
Jawwad Sheikh
135 likes
jaun uthata hai yuñ kaho ya'ni meer'-o-'ghalib ka yaar uthata hai
Jaun Elia
142 likes
ek aawaaz ki jo mujh...ko bacha letii hai zindagi aakhri lamhon men manaa letii hai jis pe marti ho use mud ke nahin dekhti vo aur jise maarna ho yaar banaa letii hai
Ali Zaryoun
133 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Wazir Ali Saba Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Wazir Ali Saba Lakhnavi's sher.







