na puchhiye ki vo kis karb se guzarte hain jo agahi ke sabab aish-e-bandagi se gae
Related Sher
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
main agar apni jawaani ke suna doon qisse ye jo launde hain mere paanv dabane lag jaa.e
Mehshar Afridi
136 likes
maine jo kuchh bhi socha hua hai main vo vaqt aane pe kar jaaunga tum mujhe zahar lagte ho aur main kisi din tumhein pee ke mar jaaunga
Tehzeeb Hafi
285 likes
baat karo roothe yaaron se sannaaton se dar jaate hain pyaar akelaa jee leta hai dost akelaa mar jaate hain
Kumar Vishwas
141 likes
bas ye diqqat hai bhulaane men use uske badle men kis ko yaad karen
Fahmi Badayuni
126 likes
More from Irfan Sattar
nahin nahin main bahut KHush raha hooñ tere baghair yaqeen kar ki ye haalat abhii abhii hui hai
Irfan Sattar
0 likes
ye kaise malbe ke neeche daba diya gayaa hooñ mujhe badan se nikaalo main tang aa gayaa hooñ
Irfan Sattar
0 likes
kisi aahat men aahat ke siva kuchh bhi nahin ab kisi soorat men soorat ke siva kya rah gaya hai
Irfan Sattar
0 likes
us ki KHvaahish pe tum ko bharosa bhi hai us ke hone na hone ka jhagda bhi hai lutf aaya tumhein gumrahi ne kaha gumrahi ke li.e ek taaza ghazal
Irfan Sattar
15 likes
ik chubhan hai ki jo bechain ki.e rahtii hai aisa lagta hai ki kuchh toot gaya hai mujh men
Irfan Sattar
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Irfan Sattar.
Similar Moods
More moods that pair well with Irfan Sattar's sher.







