nafraten mujh par asar karti nahin hain jaan lo maine seekha hai mohabbat se mohabbat aayegi
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
ye alag baat ki KHaamosh khade rahte hain phir bhi jo log bade hain vo bade rahte hain
Rahat Indori
484 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
More from Abuzar kamaal
pyaar gar lage hone KHud ko rok lena tum saaf kah raha hooñ main faayda utha loonga
Abuzar kamaal
5 likes
mulaqaat hai to mulaqaat hai mohabbat na samjho mulaqaat ko
Abuzar kamaal
2 likes
bas itni si KHvaahish hai table coffee main aur tum
Abuzar kamaal
4 likes
lagata hooñ jab to gairon se dil lagata hooñ main nahin lagata to apno ko munh nahin lagata
Abuzar kamaal
3 likes
jalao na aañkhen meri khoj men jalan ye bujha do main dik jaaunga
Abuzar kamaal
6 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abuzar kamaal.
Similar Moods
More moods that pair well with Abuzar kamaal's sher.







