ped ke kaatne waalon ko ye maaloom to tha jism jal jaayenge jab sar pe na saaya hogaa
Related Sher
ye soch ke maa baap ki khidmat men laga hooñ is ped ka saaya mire bacchon ko milega
Munawwar Rana
77 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
log aurat ko faqat jism samajh lete hain ruh bhi hoti hai us men ye kahaan sochte hain
Sahir Ludhianvi
55 likes
hosh waalon ko khabar kya be-khu dii kya cheez hai ishq kijeye phir samjhiye zindagi kya cheez hai
Nida Fazli
145 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
More from Kaifi Azmi
jo ik KHuda nahin milta to itnaa maatam kyun yahaañ to koi mira ham-zabaan nahin milta
Kaifi Azmi
21 likes
apna pata mile na khabar yaar kii mile dushman ko bhi na aisi saza pyaar kii mile un ko KHuda mile hai KHuda kii jinhen talash mujh ko bas ik jhalak mere dildaar kii mile
Kaifi Azmi
6 likes
itnaa to zindagi men kisi ke khalal pade hansne se ho sukoon na rone se kal pade
Kaifi Azmi
23 likes
gurbat ki thandi chaanv men yaad aayi us ki dhoop qadr-e-watan hui ha men tark-e-watan ke baad
Kaifi Azmi
27 likes
belche laao kholo zameen ki taheen main kahaan dafn hooñ kuchh pata to chale
Kaifi Azmi
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaifi Azmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Kaifi Azmi's sher.







