parind shakh pe tanha udaas baitha hai udaan bhuul gaya muddaton ki bandish men
Related Sher
ham bhi gaav men shaam ko baitha karte the hamko bhi haalaat ne baahar bheja hai
Zahid Bashir
94 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
hamaare kuchh gunaahon ki saza bhi saath chalti hai ham ab tanhaa nahin chalte davaa bhi saath chalti hai
Munawwar Rana
57 likes
itne ghane baadal ke peeche kitna tanhaa hogaa chaand
Parveen Shakir
57 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Khaleel Tanveer.
Similar Moods
More moods that pair well with Khaleel Tanveer's sher.







