pichhle baras bhi boi theen lafzon ki khetiyan ab ke baras bhi is ke siva kuchh nahin kiya
Related Sher
jaan-leva theen khwaahishein warna vasl se intizaar achha tha
Jaun Elia
74 likes
man men ek iraada hota hai taabish raja pahle pyaada hota hai taabish maanta hooñ majbooriyaan theen kuchh dikkat thii par vaa'da to vaa'da hota hai taabish
Vishal Singh Tabish
75 likes
main ishq kar raha hooñ magar sochta bhi hooñ pichhle baras jo ho chuka abke baras na ho
Ashu Mishra
44 likes
jis ki aankhoñ men kati theen sadiyaanus ne sadiyon ki judaai dii hai
Gulzar
44 likes
jali hain dhoop men shaklein jo mahtaab ki theen khinchi hain kaanton pe jo pattiyaan gulaab ki theen
Dagh Dehlvi
44 likes
More from Iqbal Sajid
suraj hooñ zindagi kii ramq chhod jaaunga main doob bhi gaya to shafaq chhod jaaunga
Iqbal Sajid
0 likes
vo chaand hai to aks bhi paani men aayega kirdaar KHud ubhar ke kahaanii men aayega
Iqbal Sajid
0 likes
maara kisi ne sang to thokar lagii mujhe dekha to aasmaan tha zameeñ par pada hua
Iqbal Sajid
0 likes
mile mujhe bhi agar koii shaam fursat kii main kya hooñ kaun hooñ sochunga apne baare men
Iqbal Sajid
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Iqbal Sajid.
Similar Moods
More moods that pair well with Iqbal Sajid's sher.







