pooch lete vo bas mizaaj mira kitna aasaan tha ilaaj mira
Related Sher
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
mujh se mat poochho ke us shaKHs men kya achha hai achchhe achhon se mujhe meraa bura achha hai kis tarah mujh se muhabbat men koi jeet gaya ye na kah dena ke bistar men badaa achha hai
Tehzeeb Hafi
566 likes
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
haal meethe falon ka mat poochho raat din chaakooon men rahte hain
Fahmi Badayuni
102 likes
jaanta hooñ ki tujhe saath to rakhte hain kaii poochna tha ki teraa dhyaan bhi rakhta hai koi
Umair Najmi
109 likes
More from Fahmi Badayuni
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
shah-savaaron ne raushni maangi main ne baisaakhiyaan jala daaliin
Fahmi Badayuni
38 likes
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
adaakaari bahut dukh de rahi hai main sach-much muskurana chahta hooñ
Fahmi Badayuni
24 likes
badan ka zikr baatil hai to aao bina sar pair ki baatein karenge
Fahmi Badayuni
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







