puraani kashtii ko paar lekar faqat hamaara hunar gaya hai naye kheviye kahii na samjhen nadi ka paani utar gaya hai
Related Sher
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
ye tum sab mil ke jo kuchh kah rahe ho main kah saka hooñ par kehna nahin hai hamaara she'r bhi sunne na aayen hamaara dukh jinhen sahna nahin hai
Ali Zaryoun
88 likes
KHud ko manwaane ka mujh...ko bhi hunar aata hai main vo katara hooñ samandar mere ghar aata hai
Waseem Barelvi
84 likes
toofaanon se aankh milaao sailaabon pe vaar karo mallaahon ka chakkar chhodo tair ke dariyaa paar karo
Rahat Indori
144 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Uday Pratap Singh.
Similar Moods
More moods that pair well with Uday Pratap Singh's sher.







