raat ko roz duub jaata hai chand ko tairna sikhana hai
Related Sher
ghar men bhi dil nahin lag raha kaam par bhi nahin ja raha jaane kya KHauf hai jo tujhe choom kar bhi nahin ja raha raat ke teen bajne ko hai yaar ye kaisa mahboob hai jo gale bhi nahin lag raha aur ghar bhi nahin ja raha
Tehzeeb Hafi
294 likes
tere jaane ke baad bas yaaden har taraf yaad-yaad bas yaaden sona chaan dii zameen ghar sab kuchh hain meri jaayadaad bas yaaden
Sandeep Thakur
81 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
us ke chehre ki chamak ke saamne saada laga aasmaañ pe chaand poora tha magar aadha laga
Iftikhar Naseem
95 likes
log sunkar waah-waahi karte hain har baar hi roz hi rota hooñ ab to main kisi sur-taal men
nakul kumar
88 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bedil Haidari.
Similar Moods
More moods that pair well with Bedil Haidari's sher.







