rahm karo niji muaamla ka rang to na do jo she'r hain faqat vo she'r hi hain aur kuchh nahin
Related Sher
mat pooch ki kya haal hai meraa tere peeche tu dekh ki kya rang hai teraa mere aage
Mirza Ghalib
180 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
dushmani jam kar karo lekin ye gunjaish rahe jab kabhi ham dost ho jaayen to sharminda na hon
Bashir Badr
81 likes
More from A R Sahil "Aleeg"
us ko hota hai har ik roz naye shaKHs se ishqus ke is shauq pe ab KHaak hai hairaan hona
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
rahe qaaem-o-daaim ahad-o-paimaan par kahaan milte hain aise nasl-e-aadam ab
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
kabhi ik baar KHud ko aazma kar dekh lena tum yakeen jaano kisi ko aazmaana bhool jaaoge
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
qafas se ishq hai jin ko alag vo rah nahin sakte magar phir bhi parindon ko uda kar dekh leta hooñ
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
sabhi ke vaaste mumkin nahin hai ishq men yah vo dil jalaae jise dil jalana aata hai
A R Sahil "Aleeg"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on A R Sahil "Aleeg".
Similar Moods
More moods that pair well with A R Sahil "Aleeg"'s sher.







