sab ne maana marne vaala dahshat-gard aur qaateel tha maa ne phir bhi qabr pe us ki raaz-dulaara likkha tha
Related Sher
us ke chehre ki chamak ke saamne saada laga aasmaañ pe chaand poora tha magar aadha laga
Iftikhar Naseem
95 likes
ham ko mita sake ye zamaane men dam nahin ham se zamaana KHud hai zamaane se ham nahin
Jigar Moradabadi
87 likes
paron ko khol zamaana udaan dekhta hai zameen pe baith ke kya aasmaan dekhta hai
Shakeel Azmi
283 likes
vo jispar uski rahmat ho vo daulat maangtaa hai kya mohabbat karne vaala dil mohabbat maangte hai kya tumhaara dil kahe jab bhi ujaala ban ke aa jaana kabhi ugta hua suraj izazat maangtaa hai kya
Ankita Singh
98 likes
maana ki teri deed ke qaabil nahin hooñ main tu miraa shauq dekh miraa intizaar dekh
Allama Iqbal
296 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Ahmad Salman.
Similar Moods
More moods that pair well with Ahmad Salman's sher.







