sahi hi kiya dooriyon ko badha kar ghalatfehmiyaan khoob paali thii hamne
Related Sher
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
juda hue hain bahut log ek tum bhi sahi ab itni baat pe kya zindagi haraam karen
Nasir Kazmi
75 likes
manzilon ka kaun jaane rahguzar achchhii nahin uski aañkhen khoobsurat hai nazar achchhii nahin
Abrar Kashif
84 likes
do gaz sahi magar ye meri milkiiyat to hai ai maut tune mujhe zameendaar kar diya
Rahat Indori
93 likes
pyaar meri kamzori thii aur usne mujhe jee bhar kar kamzor kiya phir chhod diya
Varun Anand
73 likes
More from Umesh Maurya
jism to beche khareede ja rahe hain aavaran rishton rivaazon ke chadaakar
Umesh Maurya
0 likes
zanjeeren to peedhi dar peedhi chalti hai insaanon ki hi adla badli hoti hai
Umesh Maurya
0 likes
vo jab aata tha saara ghar hi bhar jaata tha khushiyon se akela shaKHs hi saare ghamon ko sokh leta tha
Umesh Maurya
0 likes
sabhi ka ishq saccha to nahin hai bahut se log abhinay kar rahe hain
Umesh Maurya
0 likes
vaqt aashankit hua yah dekhkar khatm ho jaa.e na swar vidroh ka
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







