sakht mushkil tha imtihan-e-ghhazal 'mir' ki naql kar ke paas hue
Related Sher
gale to lagana hai us se kaho abhii lag jaa.e yahii na ho meraa us ke baghair jee lag jaa.e main aa raha hooñ tere paas ye na ho ki kahii teraa mazaak ho aur meri zindagi lag jaa.e
Tehzeeb Hafi
267 likes
sitaare aur qismat dekh kar ghar se nikalte hain jo buzdil hain muhoorat dekhkar ghar se nikalte hain ha men lekin safar ki mushkilon se dar nahin lagta ki ham bacchon ki soorat dekhkar ghar se nikalte hain
Abrar Kashif
73 likes
aap kyun roenge meri khaatir farz ye saare is ghulaam ke hain din men sau baar yaad karta hooñ password saare tere naam ke hain
Aadil Rasheed
78 likes
safar men mushkilein aayen to jurat aur badhti hai koi jab raasta roke to himmat aur badhti hai
Nawaz Deobandi
60 likes
chhodo duniya ki parwaahen karo mohabbat mushkil hon kitnii bhi raahen karo mohabbat sunkar dekho saare mandir yahii kaheinge yahii kahegi sab dargaahen karo mohabbat
Bhaskar Shukla
49 likes
More from Fahmi Badayuni
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
tasalli de rahe hain chaaragar ko samajh lo haal hai kaisa hamaara
Fahmi Badayuni
14 likes
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
jo mohabbat lutaaya karte the vo taraazu khareed laaye hain
Fahmi Badayuni
10 likes
badan ka zikr baatil hai to aao bina sar pair ki baatein karenge
Fahmi Badayuni
35 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







