saza kitnii badi hai gaav se baahar nikalne ki main miTTi goondhta tha ab double-roti banata hooñ
Related Sher
ye bahs chhod ki kitnii haseen hai duniya tu ye bataa ki teraa dil kahii laga ki nahin
Vijay Sharma
66 likes
aaj phir maa mujhe maaregi bahut rone par aaj phir gaav men aaya hai khilaune vaala
Nawaz Zafar
49 likes
chhodo duniya ki parwaahen karo mohabbat mushkil hon kitnii bhi raahen karo mohabbat sunkar dekho saare mandir yahii kaheinge yahii kahegi sab dargaahen karo mohabbat
Bhaskar Shukla
49 likes
mere andar se aa jaao baahar gehma-gehmi hai ek badan men do logon ko kaise ghar le jaaunga
nakul kumar
75 likes
ham bhi gaav men shaam ko baitha karte the hamko bhi haalaat ne baahar bheja hai
Zahid Bashir
94 likes
More from Munawwar Rana
KHaamushi kab cheekh ban jaa.e kise maaloom hai zulm kar lo jab talak ye bezbaani aur hai
Munawwar Rana
0 likes
na jaane kaisi mahak aa rahi hai bastii se vahii jo doodh ubalne ke baad aati hai
Munawwar Rana
19 likes
kabhi chaahat pe shak karte hue ye bhi nahin socha tumhaare saath kyuuñ rahte agar achha nahin lagta
Munawwar Rana
28 likes
ab aapki marji hai sambhalen na sambhalen khushboo ki tarah aap ke roomaal men ham hain
Munawwar Rana
26 likes
jo usne likkhe the khat kaapiyon men chhod aa.e ham aaj us..ko badi uljhnon men chhod aa.e
Munawwar Rana
28 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Munawwar Rana.
Similar Moods
More moods that pair well with Munawwar Rana's sher.







