shab ko mai khuub si pi subh ko tauba kar li rind ke rind rahe haath se jannat na gai
Related Sher
ilaaj apna karate phir rahe ho jaane kis kis se mohabbat kar ke dekho na mohabbat kyun nahin karte
Farhat Ehsaas
124 likes
nigaahen fer li ghabra ke maine vo tum se khoobsurat lag rahi thii
Fahmi Badayuni
123 likes
ham ko neeche utaar lenge log ishq latka rahega pankhe se
Zia Mazkoor
224 likes
kore kaagaz par ro rahe ho tum main to samjha padhe likhe ho tum kya kaha mujhse door jaana hai iska matlab hai ja chuke ho tum
Zubair Ali Tabish
113 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
More from Jalal Lakhnavi
jisne kuchh ehsaan kiya ik bojh sar par rakh diya sar se tinka kya utaara sar pe chappar rakh diya
Jalal Lakhnavi
11 likes
maine poocha ki hai kya shaghl to hañskar bole aaj kal ham tere marne kii dua karte hain
Jalal Lakhnavi
15 likes
na ho barham jo bosa be-ijaazat le liya main ne chalo jaane do betaabi men aisa ho hi jaata hai
Jalal Lakhnavi
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jalal Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jalal Lakhnavi's sher.







