jab sher aur bakri eik hi ghaat par paani peene lagen to samajh lo ki sher ki niyat aur bakri ki aql mein fitoor hai.
Related Sher
rang ki apni baat hai warna aakhirsh KHoon bhi to paani hai
Jaun Elia
148 likes
mujhse milne hi aati hai nukkad par paani poori keval ek bahaana hai
Divy Kamaldhwaj
57 likes
ulfat se duniya ka bair puraana hai phir bhi deewane ko she'r sunaana hai sabka karz ada karke lautaa hooñ main bas ik ladki ka bosa lautana hai
Rohit Gustakh
60 likes
achchhe she'r sunaane waale ladke sun achchhe shayar tanhaa hi rah jaate hain
Ritesh Rajwada
62 likes
tumko kya bas paani dena hai gamlon men titli se poochho kaanta kaisa hota hai
Rohit Gustakh
60 likes
More from Mushtaq Ahmad Yusufi
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
tu mujhe muhabbat se dekhti hai jab jab bhi tere gaal ka dimple laajwaab lagta hai
0 likes
usse kehne men jab sharam aayi tab mire haathon men qalam aayi zindagi mire hisse men tu bhi aayi lekin bahut hi kam aayi
0 likes
uskaa meraa saath hona chaand-taaron jaisa hi hai dooriyaan hain to bahut par lagta hai ik saath hi hain
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mushtaq Ahmad Yusufi.
Similar Moods
More moods that pair well with Mushtaq Ahmad Yusufi's sher.







