subh-e-magroor ko vo shaam bhi kar deta hai shohraten cheen ke gumnaam bhi kar deta hai vaqt se aankh milaane ki himaakat na karo vaqt insaan ko neelaam bhi kar deta hai
Related Sher
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
bhej deta hooñ magar pahle bataa doon tujh ko mujh se milta nahin koi mirii tasveer ke baad
Umair Najmi
96 likes
dil na-umeed to nahin naakaam hi to hai lambi hai gham ki shaam magar shaam hi to hai
Faiz Ahmad Faiz
267 likes
main tumhein badduaen deta hooñ taaki tum meraa dard jaan sako tum jise chahte ho mar jaa.e aur tum uske baad zinda raho
Afkar Alvi
72 likes
udaasi ka sabab do chaar gham hote to kah deta fulaan ko bhool baitha hooñ fulaan kii yaad aati hai
Ashu Mishra
72 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nadeem Farrukh.
Similar Moods
More moods that pair well with Nadeem Farrukh's sher.







