suraj ko tod-mod ke jab din kiya tamam taron ke tutne se shab-e-tar hil gai
Related Sher
muddatein guzar gayi hisaab nahin kiyana jaane ab kiske kitne rah ga.e ham
Kumar Vishwas
271 likes
maine usse pyaar kiya hai milkiiyyat ka daava nai vo jiske bhi saath hai main us..ko bhi apna maanta hooñ
Ali Zaryoun
228 likes
maine jo kuchh bhi socha hua hai main vo vaqt aane pe kar jaaunga tum mujhe zahar lagte ho aur main kisi din tumhein pee ke mar jaaunga
Tehzeeb Hafi
285 likes
aaj ka din bhi aish se guzra sar se paanv tak badan salaamat hai
Jaun Elia
166 likes
suna hai log use aankh bhar ke dekhte hain so us ke shahar men kuchh din thehar ke dekhte hain
Ahmad Faraz
75 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Muzaffar Hanfi.
Similar Moods
More moods that pair well with Muzaffar Hanfi's sher.







