tabibon ki tavajjoh se maraz hone laga duuna dava is dard ki batla dil-e-agah kya kiije
Related Sher
main bhi ik shakhs pe ik shart laga baitha tha tum bhi ik roz isee khel men haaroge mujhe eed ke din ki tarah tumne mujhe zaayaa' kiya main samajhta tha muhabbat se guzaaroge mujhe
Ali Zaryoun
129 likes
ye bahs chhod ki kitnii haseen hai duniya tu ye bataa ki teraa dil kahii laga ki nahin
Vijay Sharma
66 likes
aaj pahli dafa laga mujh...ko vo zara bewafa laga mujh...ko bas bina baat hi bigadta tha bewajah hi khafa laga mujh...ko
Sandeep Thakur
81 likes
gar baazi ishq ki baazi hai jo chaaho laga do dar kaisa gar jeet ga.e to kya kehna haare bhi to baazi maat nahin
Faiz Ahmad Faiz
63 likes
nahin ho tum to aisa lag raha hai ki jaise shahar men karf yuñ laga hai
Fahmi Badayuni
54 likes
More from Shaikh Zahuruddin Hatim
muhayya sab hai ab asbaab-e-holi utho yaaro bharo rangon se jholi
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
holi ke ab bahaane chhidka hai rang kis ne naam-e-khuda tujh u uupar is aan ajab samaan hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
17 likes
jee uthoon phir kar agar tu ek bosa de mujhe choosna lab ka tire hai mujh ko jun aab-e-hayaat
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaikh Zahuruddin Hatim.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaikh Zahuruddin Hatim's sher.







