teri ik baat hai rakhe hue ham ko varna aab-o-daane ke li.e kaun yahaañ rehta hai
Related Sher
gale milnaa na milnaa to teri marzi hai lekin tere chehre se lagta hai teraa dil kar raha hai
Tehzeeb Hafi
575 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
kaun si baat hai tum men aisi itne achchhe kyun lagte ho
Mohsin Naqvi
118 likes
KHud ko itnaa bhi mat bachaaya kar baarishen hon to bheeg jaaya kar kaam le kuchh haseen hothon se baaton baaton men muskuraya kar
Shakeel Azmi
101 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Akbar Masoom.
Similar Moods
More moods that pair well with Akbar Masoom's sher.







