teshe baghair mar na sakaa kohkan asad sargashta-e-khumaar-e-rusoom-o-quyood tha
Related Sher
tere baghair bhi jee kar dikha diya maine duaaein de tujhe shayar banaa diya maine
Anjum Rehbar
58 likes
ham se yahaañ to kuchh bhi sameta na ja sakaa ham se har ek cheez bikhrti chali gaii
Ameer Imam
57 likes
tire baghair bhi ham jee rahe hain aur KHush hain ye baat kam to nahin hai tujhe jalane ko
Imran Aami
44 likes
kinaara kar liya achha kiya pyaare muhabbat naam hai uskaa duba deti
Rohit Gustakh
59 likes
ghalib na kar huzoor men tu baar baar arz zaahir hai teraa haal sab un par kahe baghair
Mirza Ghalib
55 likes
More from Mirza Ghalib
koii veeraani sii veeraani hai dasht ko dekh ke ghar yaad aaya
Mirza Ghalib
0 likes
sab kahaan kuchh laala-o-gul men numayaan ho gaiin KHaak men kya sooraten hongi ki pinhaan ho gaiin
Mirza Ghalib
0 likes
gham agarche jaan-gusil hai pa kahaan bachenge ki dil hai gham-e-ishq gar na hota gham-e-rozgaar hota
Mirza Ghalib
14 likes
apni gali men mujh...ko na kar dafn baad-e-qatl mere pate se khalk ko kyun teraa ghar mile
Mirza Ghalib
13 likes
kii mere qatl ke baad us ne jafa se tauba haaye us zood-pasheemaan ka pasheemaan hona
Mirza Ghalib
8 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mirza Ghalib.
Similar Moods
More moods that pair well with Mirza Ghalib's sher.







