thii nadi gahri bahut toofaan bhi tha kaun tooti naav par karta sawaari
Related Sher
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
poochte hain vo ki ghalib kaun hai koi batlaao ki ham batlaayein kya
Mirza Ghalib
208 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
main bhi bahut ajeeb hooñ itnaa ajeeb hooñ ki bas KHud ko tabaah kar liya aur malaal bhi nahin
Jaun Elia
148 likes
tujhko batlaata magar sharm bahut aati hai teri tasveer se jo kaam liya jaata hai
Tehzeeb Hafi
192 likes
More from Umesh Maurya
jism to beche khareede ja rahe hain aavaran rishton rivaazon ke chadaakar
Umesh Maurya
0 likes
zanjeeren to peedhi dar peedhi chalti hai insaanon ki hi adla badli hoti hai
Umesh Maurya
0 likes
uski yaad na aayegi to kya ho jaayega meraa man kona-kona soona ho jaayega
Umesh Maurya
0 likes
ye saara khel hai bas do ghadi ka nahin koi thikaana aadmi ka
Umesh Maurya
0 likes
mujh ko tanhaaiyon men rulaati raho hai tamannaa ki tum yaad aati raho
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







