tire rukhsar se be-tarah lipti jaae hai zalim jo kuchh kahiye to bal kha uljhati hai zulf be-dhangi
Related Sher
zindagi bhar ke li.e dil pe nishaani pad jaa.e baat aisi na likho likh ke mitaani pad jaa.e
Aadil Rasheed
100 likes
bedili kya yun hi din guzar jaayenge sirf zinda rahe ham to mar jaayenge
Jaun Elia
105 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
aaj dekha hai tujh ko der ke ba'd aaj ka din guzar na jaa.e kahii
Nasir Kazmi
102 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
More from Shaikh Zahuruddin Hatim
holi ke ab bahaane chhidka hai rang kis ne naam-e-khuda tujh u uupar is aan ajab samaan hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
17 likes
muhayya sab hai ab asbaab-e-holi utho yaaro bharo rangon se jholi
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
jee uthoon phir kar agar tu ek bosa de mujhe choosna lab ka tire hai mujh ko jun aab-e-hayaat
Shaikh Zahuruddin Hatim
21 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Shaikh Zahuruddin Hatim.
Similar Moods
More moods that pair well with Shaikh Zahuruddin Hatim's sher.







