tum mujh...ko kyun chhod rahi ho tum se hi to zinda hooñ main
Related Sher
vo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik KHoob-soorat mod de kar chhodna achha
Sahir Ludhianvi
206 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
zaraa thehro ki shab feeki bahut hai tumhein ghar jaane kii jal dii bahut hai zaraa nazdeek aakar baith jaao tumhaare shahar men sar dii bahut hai
Zubair Ali Tabish
173 likes
bade naadaan ho tum bhi zara samjha karo baatein gale milkar jo roti hai bichhadkar kitna royegi
Ankita Singh
211 likes
agar tum ho to ghabraane ki koi baat thodii hai zara si boonda-baan dii hai bahut barsaat thodii hai ye raah-e-ishq hai is men qadam aise hi uthte hain mohabbat sochne waalon ke bas ki baat thodii hai
Abrar Kashif
221 likes
More from Pawan
vo tujhko sochne men lag raha hai jo hamne waqt maanga tha khuda se
Pawan
0 likes
taa'riif burii lagti hai tumko tum bhi kaisi ladki ho jaanaan
Pawan
0 likes
yuñ kab tak saath nibhaaogi ab to dhokha de do mujh...ko
Pawan
0 likes
paison ke badle sukh maang rahe ho woh u uupar vaala saudaagar hai kya
Pawan
0 likes
vo to ab bhool chuka hai mujh...ko jis par maine ye she'r likhe hain
Pawan
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Pawan.
Similar Moods
More moods that pair well with Pawan's sher.







