tumhaari aankh pe kaajal ja men hai yuñ ki jaise aasmaañ pe jam rahe baadal
Related Sher
chaan dii sona ek taraf teraa hona ek taraf ek taraf teri aañkhen jaadu toona ek taraf
Gyan Prakash Akul
555 likes
uljh karke teri agar men yuñ aabaad ho jaaun ki jaise lucknow ka main ameenabad ho jaaun main yamuna ki tarah tanhaa nihaaru taaj ko kab tak koi ganga mile to main ilahaabad ho jaaun
Ashraf Jahangeer
101 likes
bheegin palken dekh kar tu kyun ruka hai KHush hooñ main vo to meri aankh men kuchh aa gaya hai KHush hooñ main vo kisi ke saath KHush tha kitne dukkh ki baat thii ab mere pahluu men aa kar ro raha hai KHush hooñ main
Zubair Ali Tabish
105 likes
kabootar ishq ka utre to kaise tumhaari chat pe nigraani bahut hai iraada kar liya gar khudkushi ka to KHud ki aankh ka paani bahut hai
Kumar Vishwas
93 likes
na jaane kyun gale se lagne ki himmat nahin hotina jaane kyun pitaa ke saamne bete nahin khulte
Kushal Dauneria
94 likes
More from Kaviraj " Madhukar"
zaraa vo paas kya aane laga mere mujhe lagne laga sab mil gaya mujh...ko
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
zindagi bhar bas tiri chaahat karenge jaan e man bas tujhe apni dili aadat karenge jaan e man
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
zameen ko chhodkar vo ja chuka par abhii bhi hai dilon men vo s abhii ke
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
vo jo mira hain hi nahin hota usii ka kaash main
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
usii men kyuuñ hue ho gum batao hamaare kyuuñ nahin ho tum batao
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaviraj " Madhukar".
Similar Moods
More moods that pair well with Kaviraj " Madhukar"'s sher.







