ubharti hai yahaañ tasveer kitnii ab usii ki yaad dil men yaar aane par
Related Sher
use kisi se mohabbat thii aur vo main nahin tha ye baat mujhse zyaada use rulaati thii
Ali Zaryoun
361 likes
ham ko yaaron ne yaad bhi na rakha jaun yaaron ke yaar the ham to
Jaun Elia
185 likes
hui muddat ki ghalib mar gaya par yaad aata hai vo har ik baat par kehna ki yuñ hota to kya hota
Mirza Ghalib
149 likes
tum un ke wa'de ka zikr un se kyun karo ghalib ye kya ki tum kaho aur vo kahein ki yaad nahin
Mirza Ghalib
123 likes
aap kyun roenge meri khaatir farz ye saare is ghulaam ke hain din men sau baar yaad karta hooñ password saare tere naam ke hain
Aadil Rasheed
78 likes
More from Raunak Karn
zameen bhi sookh jaati hai hamaare hi dilon ki yuñ ha men dekhe taras to phir taras ko bhi taras aa.e
Raunak Karn
0 likes
zamaana dekh lega kaun hain ham vaqt aane par abhii KHud ko jalaenge abhii KHud ko tapaenge abhii to ja rahe hain doob karke maat khaane ko magar ik roz raunaq banke ham bhi laut aayenge
Raunak Karn
0 likes
na jaane padaaya yahii media ne isee desh ko to lada ham rahe hain
Raunak Karn
0 likes
na hogii ye garaj ki saath men ho sab zaroorat pe akelaa yaar jaayenge
Raunak Karn
0 likes
yahii to baat hai raunak yahaañ to dard rehta hai yahaañ to yaar teraa aankh bhi akhgar badalta hai
Raunak Karn
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Raunak Karn.
Similar Moods
More moods that pair well with Raunak Karn's sher.







