uske jaison kii hoti hai duniya ham jaison ka to kamra hota hai
Related Sher
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
tu kisi aur hi duniya men mili thii mujhse tu kisi aur hi mausam ki mahak laai thii dar raha tha ki kahii zakham na bhar jaayen mere aur tu mutthiyaan bhar-bhar ke namak laai thii
Tehzeeb Hafi
331 likes
agar hai ishq saccha to nigaahon se bayaañ hogaa zabaan se bolna bhi kya koi izhaar hota hai
Bhaskar Shukla
130 likes
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hain itnaa darte hain to phir ghar se nikalte kyun hain mod hota hai jawaani ka sambhalne ke li.e aur sab log yahiin aa ke fisalte kyun hain
Rahat Indori
133 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
More from Prakamyan Gautam
us paikar men shaamil hai vo sab ka sab jo jo ladkon ki kamzori hoti hai
Prakamyan Gautam
1 likes
phool nahin hai yaar kali hai bholi bhaali aur bhalii hai
Prakamyan Gautam
1 likes
tumne to palkon par se fenk diya hai par main aankhoñ ka taara hooñ koi kahtaa tha
Prakamyan Gautam
2 likes
maine maana tum hi tum ho dil men tum ho dil bhi tum ho kal bhi jo tha tum hi tum theen aur phir mustaqbil bhi tum ho
Prakamyan Gautam
2 likes
pahle pahle bas ik kona rota hai phir saare ka saara kamra rota hai koii gar dekhe to bas hairat khaaye mere andar koii itnaa rota hai
Prakamyan Gautam
2 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Prakamyan Gautam.
Similar Moods
More moods that pair well with Prakamyan Gautam's sher.







