uski baanho men KHush ho tum sach sach batlaana jaaneman
Related Sher
tumhein ham bhi sataane par utar aayen to kya hogaa tumhaara dil dukhaane par utar aayen to kya hogaa ha men badnaam karte phir rahe ho apni mehfil men agar ham sach bataane par utar aayen to kya hogaa
Santosh S Singh
339 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
More from Kaviraj " Madhukar"
zindagi bhar bas tiri chaahat karenge jaan e man bas tujhe apni dili aadat karenge jaan e man
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
zaraa vo paas kya aane laga mere mujhe lagne laga sab mil gaya mujh...ko
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
yuñ to bahut hai kaam par karna mujhe bas ishq hain
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
usse hamne aaKHir kar deen dil ki baatein zaahir kar deen
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
nahin is men tanik bhi jaan si hai hamaari farvari veeraan si hai use main dekhkar KHush ho gaya hooñ mujhe vo dekhkar hairaan si hai
Kaviraj " Madhukar"
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Kaviraj " Madhukar".
Similar Moods
More moods that pair well with Kaviraj " Madhukar"'s sher.







