uspe ham cheekh hi nahin sakte uski chuppi kamaal karti hai
Related Sher
shaayad mujhe kisi se mohabbat nahin hui lekin yaqeen sab ko dilaata raha hooñ main
Jaun Elia
839 likes
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
shaakhon se toot jaayen vo patte nahin hain ham aandhi se koi kah de ki auqaat men rahe
Rahat Indori
435 likes
More from Atul K Rai
zindabaad karo us 'aashiq ka jo zanjeeron men bhi hañs kar bol raha paayal ki chham chham zindabaad rahe
Atul K Rai
0 likes
barkha ki.e baghair hi baadal chale ga.e garmi se phir zameen kii chamdi udhad gaii
Atul K Rai
0 likes
zaraa si der uthne men hui kya lage sab paanv dakshin or karne
Atul K Rai
0 likes
Naya panchang tang jayega ghar men
Atul K Rai
0 likes
nayi peedhi ko aakhir kaun kal rastaa dikhaayega bagiche men purane ped ka hona zaroori hai
Atul K Rai
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Atul K Rai.
Similar Moods
More moods that pair well with Atul K Rai's sher.







