utha ke laate hain sehra se roz KHud ko ham bade saleeke se ik yaad chhod aati hai
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
mar chuka hai dil magar zinda hooñ main zahar jaisi kuchh dawaayein chahiye poochhte hain aap aap achchhe to hain jee main achha hooñ duaaein chahiye
Jaun Elia
302 likes
More from Jaani Lakhnavi
ashq-o-khoon ghulte hain tab deeda-e-tar banti hai daastaan ishq men marne se amar banti hai
Jaani Lakhnavi
25 likes
hairaan is qadar bhi hampar na hon khudaara ek shaks bach gaya hai naaraaz kar rahe hain
Jaani Lakhnavi
32 likes
zindagi hamne tujhe door se pahchaana hai tu kisi rind ka ujdaa hua maikhaana hai
Jaani Lakhnavi
45 likes
kuchh tabiyat men udaasi bhi hua karti hai har koi ishq ka maara ho zaroori to nahin
Jaani Lakhnavi
60 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jaani Lakhnavi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jaani Lakhnavi's sher.







