vaqt achchha bhi aaega 'nasir' ghham na kar zindagi padi hai abhi
Related Sher
tum mohabbat ko khel kahte ho ham ne barbaad zindagi kar li
Bashir Badr
132 likes
sair kar duniya ki ghaafil zindagaani phir kahaan zindagi gar kuchh rahi to ye jawaani phir kahaan
Khwaja Meer Dard
127 likes
dhoop men niklo ghataon men naha kar dekho zindagi kya hai kitaabon ko hata kar dekho
Nida Fazli
136 likes
bichadkar uskaa dil lag bhi gaya to kya lagega vo thak jaayega aur mere gale se aa lagega main mushkil men tumhaare kaam aaun ya na aaun mujhe awaaz de lena tumhe achha lagega
Tehzeeb Hafi
751 likes
dar hai ghar men kaise bola jaayega chhodo jo bhi hogaa dekha jaayega main bas uskaa chehra padhkar jaaunga meraa paper sabse achha jaayega
Vishal Singh Tabish
84 likes
More from Nasir Kazmi
Din bhar to main duniya ke dhandon me khoya raha
Nasir Kazmi
0 likes
bas yuñ hi dil ko tavakko sii hai tujh se warna jaanta hooñ ki muqaddar hai mera tanhaaii
Nasir Kazmi
7 likes
unhen sadiyon na bhulega zamaana yahaan jo haadse kal ho ga.e hain
Nasir Kazmi
26 likes
zaraa si baat sahi teraa yaad aa jaana zaraa si baat bahut der tak rulaati thii
Nasir Kazmi
29 likes
hamaare ghar ki deewaron pe naasir udaasi baal khole so rahi hai
Nasir Kazmi
30 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Nasir Kazmi.
Similar Moods
More moods that pair well with Nasir Kazmi's sher.







