hamaare afsaana-nigaaron ki sabse mazhaka-khez takhleeq villain hai. jiski saari umr gunaah mein basar karaai jaati hai aur aakhir mein use neki ke samundar mein ghota de diya jata hai.
Related Sher
khushboo ki barsaat nahin kar paate hain ham KHud hi shuruaat nahin kar paate hain jis ladki ki baatein karte hain sabseus ladki se baat nahin kar paate hain
Gyan Prakash Akul
83 likes
to dekh lena hamaare bacchon ke baal jal dii safed honge hamaari chho dii hui udaasi se saath naslein udaas hongi
Danish Naqvi
57 likes
dar hai ghar men kaise bola jaayega chhodo jo bhi hogaa dekha jaayega main bas uskaa chehra padhkar jaaunga meraa paper sabse achha jaayega
Vishal Singh Tabish
84 likes
zaraa sa vaqt jo badla to ham pe hansne lage hamaare kaandhe pe sar rakh ke rone waale log
Kashif Sayyed
56 likes
ujaale apni yaadon ke hamaare saath rahne dona jaane kis gali men zindagi ki shaam ho jaa.e
Bashir Badr
111 likes
More from Saadat Hasan Manto
zindagi men mere us ne andhera kiya aur us..ko sabhi raushni kahte the
0 likes
ye zindagi ki daud daudkar mila hi kya hameinna jeeta shakhs ghar ja paata hai na haara shakhs hi
0 likes
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







