visaale yaar hoti hai yahaañ har roz KHvaabon men tabhi milne kii ab tumse koii KHvaahish nahin hoti
Related Sher
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
pyaar do baar thodii hota hai ho to phir pyaar thodii hota hai yahii behtar hai tum use roko mujhse inkaar thodii hota hai
Zubair Ali Tabish
138 likes
ek aawaaz ki jo mujh...ko bacha letii hai zindagi aakhri lamhon men manaa letii hai jis pe marti ho use mud ke nahin dekhti vo aur jise maarna ho yaar banaa letii hai
Ali Zaryoun
133 likes
ham ko yaaron ne yaad bhi na rakha jaun yaaron ke yaar the ham to
Jaun Elia
185 likes
haar ho jaati hai jab maan liya jaata hai jeet tab hoti hai jab thaan liya jaata hai
Shakeel Azmi
174 likes
More from Prashant Arahat
sitam ye hai ha men vo aaj aawaara samajhte hain jinhen ham aaj bhi sach men bahut pyaara samajhte hain hamaare dil ke saagar men kabhi tum doobkar dekho ise to be-wajah hi log bas khaara samajhte hain
Prashant Arahat
1 likes
chocolate khaakar samajh aaya mujhe ye der men swaad achha hai tire hothon se achha kuchh nahin
Prashant Arahat
1 likes
nahin koii agar to ham milenge zaroorat men tumhein hardam milenge milenge saikron hi log lekin magar meri tarah ke kam milenge
Prashant Arahat
1 likes
सलीक़ा ही नहीं तुमको कोई रिश्ता निभाने का जो जाना हो चले जाओ मगर ये बेवफ़ाई क्यों
Prashant Arahat
2 likes
usne meri aankhoñ par chupke se aakar haath rakhe ik chumban hothon par lekar yuñ saare jazbaat rakhe dekh tumhein bas mere man se ek dua ye uthatii hai maalik is jeevan bhar mujh...ko yaar tumhaare saath rakhe
Prashant Arahat
1 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Prashant Arahat.
Similar Moods
More moods that pair well with Prashant Arahat's sher.







