ya us se javab-e-khat laana ya qasid itna kah dena bachne ka nahin bimar tira irshad agar kuchh bhi na hua
Related Sher
ab uski shaa dii ka qissa na chhedo bas itnaa kah do kaisi lag rahi thii
Zubair Ali Tabish
140 likes
vo afsaana jise anjaam tak laana na ho mumkin use ik KHoob-soorat mod de kar chhodna achha
Sahir Ludhianvi
206 likes
koi itnaa pyaara kaise ho saka hai phir saare ka saara kaise ho saka hai tujhse jab milkar bhi udaasi kam nahin hoti tere baghair guzaara kaise ho saka hai
Jawwad Sheikh
163 likes
hazaar ishq karo lekin itnaa dhyaan rahe ki tum ko pahli mohabbat ki baddua na lage
Abbas Tabish
179 likes
achha khwaab dikhaaya tumne khwaab dikhaane waalon men aisi baat kahaan hoti thii isse pahle waalon men darwaaze par taalaa ho to phir bhi dastak de dena naam to shaamil ho jaayega dastak dene waalon men
Aman Shahzadi
55 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Haqeer.
Similar Moods
More moods that pair well with Haqeer's sher.







