yahi hai zindagi apni yahi hai bandagi apni ki un ka naam aaya aur gardan jhuk gai apni translation this alone is my life, thisalone is my prayer, on hearing thy name, my neck bows as ever. sagar akbarabadi
Related Sher
koi shahar tha jiski ek gali meri har aahat pahchaanti thii mere naam ka ik darwaaza tha ik khidki mujh...ko jaanti thii
Ali Zaryoun
321 likes
ab in jale hue jismoon pe KHud hi saaya karo tumhein kaha tha bataa kar qareeb aaya karo main uske baad mahinon udaas rehta hooñ mazaak men bhi mujhe haath mat lagaaya karo
Tehzeeb Hafi
295 likes
le de ke apne paas faqat ik nazar to hai kyun dekhen zindagi ko kisi ki nazar se ham
Sahir Ludhianvi
174 likes
bharam rakha hai tere hijr ka varna kya hota hai main rone pe aa jaaun to jharna kya hota hai meraa chhodo main nain thakta meraa kaam yahii hai lekin tumne itne pyaar ka karna kya hota hai
Tehzeeb Hafi
272 likes
naam pe ham qurbaan the us ke lekin phir ye taur huaus ko dekh ke ruk jaana bhi sab se badi qurbaani thii mujh se bichhad kar bhi vo ladki kitnii KHush KHush rahtii haius ladki ne mujh se bichhad kar mar jaane ki thaanii thii
Jaun Elia
183 likes
More from Mahirul Qadri
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
ye chaand tumhaare muqaabil bhi to nahin main tumko dekh ke eed manaaunga
0 likes
tum utar jaao in nigaahon men ik nazar dekhne se kya hogaa
0 likes
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
tumhein pata nahin yahaañ ki kaun hooñ yahaañ ka main salaam karta hai mujhe yahaañ ka baadshaah bhi
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Mahirul Qadri.
Similar Moods
More moods that pair well with Mahirul Qadri's sher.







