yaqeen kar vo tire paas laut aayega jab us ka uthne lagega yaqeen logon se
Related Sher
KHud se bhi mil na sako itne paas mat hona ishq to karna magar devdaas mat hona dekhna chaahna phir maangna ya kho dena ye saare khel hain in men udaas mat hona
Kumar Vishwas
117 likes
vo mujh ko chhod ke jis aadmi ke paas gaya baraabari ka bhi hota to sabr aa jaata
Parveen Shakir
107 likes
paas main jiske hooñ vo phir bhi achha ladka Dhoondh rahi hai usne laga rakha hai chashma aur vo chashma Dhoondh rahi hai phone kiya maine aur poocha ab tak ghar se kyun nahin niklius ne kaha mujhse milne ka ek bahaana Dhoondh rahi hai
Tanoj Dadhich
56 likes
ye uski mohabbat hai ki rukta hai tere paas varna teri daulat ke siva kya hai tere paas
Zia Mazkoor
88 likes
mat poochho kitna ghamgeen hooñ ganga jee aur yamuna jee zyaada tumko yaad nahin hooñ ganga jee aur yamuna jee amroha men baan nadi ke paas jo ladka rehta tha ab vo kahaan hai main to vahii hooñ ganga jee aur yamuna jee
Jaun Elia
96 likes
More from Varun Anand
tere kehne se ye jaadu nahin hone vaala ab sitaara koii jugnoo nahin hone vaala phir bhi betaab hooñ kitna main teraa hone ko jaanta hooñ ki meraa tu nahin hone vaala
Varun Anand
26 likes
na jaane kaun si aa.e sadaa pasand use so ham sadaaein badal kar sadaaein dete rahe
Varun Anand
33 likes
logon ko us ka naam bataane se rah gaya ik lafz tha jo she'r men aane se rah gaya is baar bhi usii kii sooni us kii maan li is baar bhi main apni sunaane se rah gaya
Varun Anand
30 likes
haakim ko ik chitthi likkho sab ke sab aur us men bas itnaa likhna laanat hai
Varun Anand
63 likes
mere qubool pe usne qubool kah to diya par ek baar kaha usne teen baar nahin
Varun Anand
48 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Varun Anand.
Similar Moods
More moods that pair well with Varun Anand's sher.







