ye jo daulat kamaani pad rahi hai badi qeemat chukaani pad rahi hai
Related Sher
ye mujhe chain kyun nahin padta ek hi shaKHs tha jahaan men kya
Jaun Elia
508 likes
ham bhi dariyaa hain ha men apna hunar maaloom hai jis taraf bhi chal padenge raasta ho jaayega
Bashir Badr
373 likes
jo khandaani raeis hain vo mizaaj rakhte hain narm apna tumhaara lahjaa bataa raha hai tumhaari daulat nayi nayi hai
Shabeena Adeeb
368 likes
tujhe kaise ilm na ho sakaa badi door tak ye khabar gaii tire shahar hi ki ye shaayera tire intizaar men mar gaii
Mumtaz Naseem
72 likes
jaane se koi fark hi uske nahin pada kya kya samajh raha tha bichhadne ke dar ko main
Shariq Kaifi
71 likes
More from Afzal Ali Afzal
har koi sabr ki talqeen kiya karta hai par koi ye to bataaye ki karoon main kaise
Afzal Ali Afzal
2 likes
kuchh to karen ki dil ye kahii aur ja lage kuchh der ke li.e sahi aankhoñ ko chain ho
Afzal Ali Afzal
4 likes
chadhte huve e shams dikha taav bhi magar ye jaan le ki shaam dhale doob jaayega
Afzal Ali Afzal
5 likes
duaaein de rahe hain us..ko zindagi ki magar humeen hain jisne ki jeena muhaal kar diya hai
Afzal Ali Afzal
4 likes
seene men mere dil hai par ab us men tu nahin yaanii tijori to hai magar dhan nahin bacha
Afzal Ali Afzal
7 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Afzal Ali Afzal.
Similar Moods
More moods that pair well with Afzal Ali Afzal's sher.







