ye roz o shab ye subh o shaam ye basti ye virana sabhi bedar hain insan agar bedar ho jaae
Related Sher
pyaar ka rishta aisa rishta shabnam bhi chingaari bhi yaanii unse roz hi jhagda aur unhin se yaari bhi
Ateeq Allahabadi
101 likes
ham bhi gaav men shaam ko baitha karte the hamko bhi haalaat ne baahar bheja hai
Zahid Bashir
94 likes
tumhaare shahar ka mausam badaa suhaana lage main ek shaam chura luun agar bura na lage
Qaisar-ul-Jafri
94 likes
is daur-e-siyaasat ka itnaa sa fasana hai bastii bhi jalani hai maatam bhi manana hai
Unknown
85 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
More from Jigar Moradabadi
jo un pe guzarti hai kis ne use jaana hai apni hi museebat hai apna hi fasana hai
Jigar Moradabadi
11 likes
koocha-e-ishq men nikal aaya jis ko khaana-kharaab hona tha
Jigar Moradabadi
13 likes
jo toofaanon men palte ja rahe hain vahii duniya badalte ja rahe hain
Jigar Moradabadi
16 likes
tire jamaal ki tasveer kheench doon lekin zabaan men aankh nahin aankh men zabaan nahin
Jigar Moradabadi
17 likes
sadaqat ho to dil seenon se khinchne lagte hain waiz haqeeqat KHud ko manvaa letii hai maani nahin jaati
Jigar Moradabadi
17 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Jigar Moradabadi.
Similar Moods
More moods that pair well with Jigar Moradabadi's sher.







