ye shabnami lahjaa hai aahista ghazal padhna titli ki kahaanii hai phoolon ki zabaani hai
Related Sher
lipt jaata hooñ maa se aur mausi muskuraati hai main urdu men ghazal kahtaa hooñ hin dii muskuraati hai
Munawwar Rana
69 likes
ham ik hi lau men jalate rahe ghazal apni nayi hawa se bachaate rahe ghazal apni darasl us..ko faqat chaai khatm karne thii ham uske cup ko sunaate rahe ghazal apni
Zubair Ali Tabish
68 likes
bahar se khaariz hooñ ye maaloom hai par tumhaari hi ghazal ka she'r hooñ
Gyan Prakash Akul
43 likes
ham aisa kehne waale jab talak hai ghazal bandooq par bhari rahegi
Ali Zaryoun
40 likes
labon men aa ke qulfi ho ga.e ashaar sar dii men ghazal kehna bhi ab to ho gaya dushwaar sar dii men
Sarfaraz Shahid
47 likes
More from Bashir Badr
saath sanduqon men bhar kar dafn kar do nafratein aaj insaan ko mohabbat kii zaroorat hai bahut
Bashir Badr
17 likes
patthar ke jigar waalo gham men vo ravaani hai KHud raah banaa lega bahta hua paani hai
Bashir Badr
20 likes
doosri koi ladki zindagi men aayegi kitnii der lagti hai us ko bhool jaane men
Bashir Badr
34 likes
charaaghon ko aankhoñ men mahfooz rakhna badi door tak raat hi raat hogii
Bashir Badr
29 likes
main tere saath sitaaron se guzar saka hooñ kitna aasaan mohabbat ka safar lagta hai
Bashir Badr
34 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bashir Badr.
Similar Moods
More moods that pair well with Bashir Badr's sher.







