zabaan aur adab ki khidmat ho sakti hai sirf adeebon aur zabaan-daanon ki hausla-afzaai se. aur hausla-afzaai sirf unki mehnat ka muaavaza ada karne hi se ho sakti hai.
Related Sher
jab main bola to jeeta vo par vo bola to haara main kehna tha mujh...ko bas tumse bas इतना,"सिर्फ tumhaara main
Divya 'Kumar Sahab'
42 likes
sirf do hi log din bhar saath the ik ghazal ka ek misra aur main
Divy Kamaldhwaj
46 likes
ab zaroori to nahin hai ki vo sab kuchh kah de dil men jo kuchh bhi ho aankhoñ se nazar aata hai main usse sirf ye kahtaa hoon ki ghar jaana hai aur vo maarnay marne pe utar aata hai
Tehzeeb Hafi
285 likes
mil jaaunga dariyaa men to ho jaaunga dariyaa sirf isliye qatra hooñ ki main dariyaa se juda hooñ
Nazeer Banarasi
33 likes
sirf zinda rahne ko zindagi nahin kahte kuchh gham-e-mohabbat ho kuchh gham-e-jahaan yaaro
Himayat Ali Shayar
43 likes
More from Saadat Hasan Manto
zindagi bhar yuñ mere dil ko dukhaaya tha bahut qabr par aaya hai vo mujh se muaafi ke li.e
0 likes
zindagi ka har varq ba-shauq padiye ye kitaab ik roz lautaani bhi to hai
0 likes
zindagi bhar main boloonunga tujhko ishq ka yuñ dagaabaaz hai tu
0 likes
ye hawaon ki sangat ka phal tha ki ab aaine men nahin dikhta meraa badan
0 likes
vo munsif hai meraa jo qaateel hai jaañ ka mere haq men vo faisla kya karega
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Saadat Hasan Manto.
Similar Moods
More moods that pair well with Saadat Hasan Manto's sher.







