zindagi jeene ka matlab kuchh nahin par maut bhi marzi se to aati nahin hai
Related Sher
mere aañsu nahin tham rahe ki vo mujhse juda ho gaya aur tum kah rahe ho ki chhodo ab aisa bhi kya ho gaya may-kadon men meri lainein padhte firte hain log maine jo kuchh bhi pee kar kaha falsafa ho gaya
Tehzeeb Hafi
388 likes
kuchh baat hai ki hasti mitati nahin hamaari sadiyon raha hai dushman daur e zamaan hamaara
Allama Iqbal
354 likes
bansi sab sur tyaage hai ek hi sur men baaje hai haal na poochho mohan ka sab kuchh radhe radhe hai
Zubair Ali Tabish
325 likes
hamaare baad tere ishq men naye ladke badan to choomenge zulfen nahin sanvaarenge
Vikram Gaur Vairagi
333 likes
dekho ham koi wahshi nahin deewane hain tumse button khulwane nahin lagwane hain
Varun Anand
300 likes
More from Umesh Maurya
zanjeeren to peedhi dar peedhi chalti hai insaanon ki hi adla badli hoti hai
Umesh Maurya
0 likes
zakhm koi aur gar sahla gaya to kya doosra bhi beech men gar aa gaya to kya
Umesh Maurya
0 likes
uski yaad na aayegi to kya ho jaayega meraa man kona-kona soona ho jaayega
Umesh Maurya
0 likes
teri aankhoñ men chhalkati jheel ka mausam haseen abr hon jaise ki mahki hon kahii fulwaariyaan
Umesh Maurya
0 likes
thakaane paanv se chal kar badan par phail jaati hain musalsal KHvaab toote hain yahaañ par din nikalne men
Umesh Maurya
0 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Umesh Maurya.
Similar Moods
More moods that pair well with Umesh Maurya's sher.







