aa jaae na dil aap ka bhi aur kisi par dekho miri jaan aankh ladana nahin achchha
Related Sher
kaisa dil aur is ke kya gham jee yuñ hi baatein banaate hain ham jee
Jaun Elia
155 likes
vo ladkar bhi so jaa.e to uskaa maatha choomun main usse mohabbat ek taraf hai usse jhagda ek taraf
Varun Anand
264 likes
ik hunar hai jo kar gaya hooñ main sab ke dil se utar gaya hooñ main
Jaun Elia
241 likes
dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Fahmi Badayuni
139 likes
sabhi ka KHoon hai shaamil yahaañ ki miTTi men kisi ke baap ka hindustan thodii hai
Rahat Indori
144 likes
More from Bhartendu Harishchandra
gale mujh ko laga lo ai mere dildaar holi men bujhe dil ki lagii bhi to ai mere yaar holi men gulaabi gaal par kuchh rang mujh ko bhi jamaane do manaane do mujhe bhi jaan-e-man tyaohar holi men
Bhartendu Harishchandra
22 likes
jahaan dekho vahaañ maujood meraa krishna pyaara hai usii ka sab hai jalwa jo jahaan men aashkaara hai
Bhartendu Harishchandra
26 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Bhartendu Harishchandra.
Similar Moods
More moods that pair well with Bhartendu Harishchandra's sher.







