dil se saabit karo ki zinda ho saans lena koi suboot nahin
Related Sher
ham to kuchh der hañs bhi lete hain dil hamesha udaas rehta hai
Bashir Badr
114 likes
aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Abbas Qamar
103 likes
bitha diya hai sipaahi ke dil men dar usne talaashi dii hai dupatta utaar kar usne main isliye bhi use khudkushi se rokta hooñ likha hua hai meraa naam jism par usne
Zia Mazkoor
106 likes
apne dil men takaza hamko aur gale se lagaaoge hamko ham nahin itne pyaar ke qaabil tum to paagal banaoge hamko
Abrar Kashif
106 likes
nikaal laaya hooñ ek pinjare se ik parinda ab is parinde ke dil se pinjra nikaalna hai
Umair Najmi
102 likes
More from Fahmi Badayuni
meri pahli nazar lautaa de mujh ko teri jaanib dobaara dekhna hai
Fahmi Badayuni
0 likes
to kya us..ko main honthon se bajaaoon tire dar pe jo ghanti lag gaii hai charaagh usne mire lautaa diye hain ab uske ghar men bijli lag gaii hai
Fahmi Badayuni
45 likes
kamra khola to aankh bhar aayi ye jo KHushboo hai jism thii pahle
Fahmi Badayuni
0 likes
main ne us ki taraf se khat likkha aur apne pate pe bhej diya
Fahmi Badayuni
58 likes
pareshaan hai vo jhoota ishq kar ke vafaa karne ki naubat aa gaii hai
Fahmi Badayuni
65 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Fahmi Badayuni.
Similar Moods
More moods that pair well with Fahmi Badayuni's sher.







