aapki saada dili KHud aapki tauheen hai husn waalon ko zara maghroor hona chahiye
Related Sher
khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Allama Iqbal
471 likes
kitaab film safar ishq shayari aurat kahaan kahaan na gaya KHud ko dhoondhta hua main
Jawwad Sheikh
109 likes
ham ko mita sake ye zamaane men dam nahin ham se zamaana KHud hai zamaane se ham nahin
Jigar Moradabadi
87 likes
tumhaari aankhoñ ki tauheen hai zara socho tumhaara chaahne vaala sharaab peeta hai
Munawwar Rana
123 likes
chal gaya hogaa pata ye aapko be-vafa kahte hain ladke aapko ik zaraa se husn par itni akad tu samjhti kya hai apne aapko
Kushal Dauneria
98 likes
More from Abbas Qamar
ham aasmaañ ke log the jannat se aa.e the KHud ko magar zameen men bona pada ha men
Abbas Qamar
33 likes
jab tak jala ye ham bhi jale iske saath saath jab bujh gaya charaagh to sona pade ha men
Abbas Qamar
26 likes
main peechhe bhaagne waalon men sab se aage hooñ ye meri aakhiri koshish hai khud ko paane kii
Abbas Qamar
0 likes
haalat-e-haal se begaana banaa rakha hai KHud ko maazi ka nihaan-khaana banaa rakha hai
Abbas Qamar
28 likes
kat gaii umr hamaari ye shikaayat karte apne jaisa koii milta to muhabbat karte
Abbas Qamar
37 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Abbas Qamar.
Similar Moods
More moods that pair well with Abbas Qamar's sher.







