khu dii ko kar buland itnaa ki har taqdeer se pahle KHuda bande se KHud pooche bataa teri raza kya hai
Related Sher
Ham ne us ko itnaa dekha jitnaa dekha ja sakta tha lekin phir bhi do aankhoñ se kitnaa dekha ja sakta tha
Farrukh Yar
979 likes
pahle laga tha hijr men jaayenge jaan se par jee rahe hain aur bhi ham itminaan se
Ankit Maurya
70 likes
raqeeb aakar bataate hain yahaañ til hai vahaañ til hai ha men ye jaankaari thii miyaan pahle bahut pahle
Anand Raj Singh
112 likes
pahle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahii dar ke tumhein ek nazar dekha hai
Majrooh Sultanpuri
70 likes
ham vo hain jo KHuda ko bhool ga.e tum meri jaan kis gumaan men ho
Jaun Elia
563 likes
More from Allama Iqbal
watan kii fikr kar naadaan museebat aane waali hai teri barbaadiyon ke mashware hain aasmaanon men
Allama Iqbal
0 likes
nahin is khulii fazaa men koii gosha-e-faraaghat ye jahaan ajab jahaan hai na qafs na aashiyana
Allama Iqbal
5 likes
dhoondhta firta hooñ main iqbaal apne aap ko aap hi goya musaafir aap hi manzil hooñ main
Allama Iqbal
4 likes
na poochho mujh se lazzat khaanmaan-barbaad rahne ki nasheeman saikron main ne banaa kar phoonk dale hain
Allama Iqbal
29 likes
nasha pila ke girana to sab ko aata hai mazaa to tab hai ki girton ko thaam le saaqi
Allama Iqbal
42 likes
Similar Writers
Our suggestions based on Allama Iqbal.
Similar Moods
More moods that pair well with Allama Iqbal's sher.







